RSS

Don Shamji & Ghansham.............

Ghansham : Sham, iss aadmi ne hamaare saath gaddaree kee hai..
Sham: Iss kuththe ki ek haath meinTITAN ki ghadi aur doosre haath mein HMT ki ghadi pehnaado.
Ghansham: Lekin Sham, yeh to gaddaar hai.
Shamji : Hum jaante hain, Isko bathaana hai ki ab yeh do ghadi ka mehmaan hai.
--------------------------------------------------------------------------------
Ghansham : Sham, Sona kahan hai? (Where is the gold?)
Shamji : Saara beach hamaara hai. Kahi bhee so jao Ghansham.

----------------------------------------------------------------------------------
Ghansham and Shamji are escaping in a boat and suddenly there's a hole in the boat and water starts coming in.
Ghansham is anxious.
Ghansham : Ab kya hoga Sham...?
Shamji : Ek aur hole kardo, Ghansham...
Ghansham : Ek aur hole..?!!
Shamji : Ek hole pe 'IN' likh do aur doosre hole par 'OUT' likh do.
Paani IN mein aayega aur OUT se baahar jaayega...
-----------------------------------------------------------------------------
Shamji : Is gaddaar ko shaampein mein dubaa do.
Ghansham : Lekin kyon, Sham?
Shamji : 'Shame se' nahin to 'Pain' se mar jaayega...

------------------------------------------------------------------------------
Mona comes in with a proposal to get married
Mona : Sham, Humne Toni se shaadi karni hai
Shamji : Mona yeh bilkul nahi ho sakta
Mona : Lekin Sham, yeh kyon?
Shamji : Mona, tumne agar Toni se shaadi ke to yahan bahut monatony ho
jaigi.

Mona goes ahead, gets married and has twin boys

Ghansham : Sham, Mona ke judwa ladkae hua hai.
Shamji : Theek hai humne inke naam bhi soch liye pehle ka Peter aur
doosra Repeater
Later, Mona has twin girls
Ghansham : Sham, Mona ke judwa ladkiya hua hai.
Shamji : Theek hai humne inke naam bhi soch liye - pehli ka Kate aur doosri
DupliKate

-----------------------------------------------------------------------------------
Ghansham : Sham, mein aaj kaam pe nahin aaoonga. Mujhe stomach ache
hai.
Shamjih : Abay bavakoof ! Har kisi ko stomach ek hi hotha hai.

-----------------------------------------------------------------------------
Shamjih : Ghansham, is gaddhar ko is duniya se aazad kar dho. Iski
laash ko Police Estation ke saamne phenk dho. Aur is ke side mein ek suyi bhonk dho.
Ghansham : Lekin Sham side mein suyi kyon ?
Shamjih : Thake Police samjhe ki ye suyiside hai.

------------------------------------------------------------------------------
Ghansham : Sham meri beevi ko theen ladke payida ho gaye hai. Mein
inka naam kya rakhoon.
Shamjih : Phele ka naam Peter rakho, dusre ka naam Repeater rakho
aur theesre ka naam Chin Chin Choo rakhko.
Ghansham : Lekin Sham thesre ka naam Chin Chin Choo kyon ?
Shamjih : Are bevakoof, woh isliye ke duniya mein har theesra
bachha Chinese hotha hai.

----------------------------------------------------------------------------
Scene: Sham murders a man.
Shamji : Ghansham, Is aadmi ko Hero Honda ki tank mein dal do.
Ghansham : kyon Sham?
Shamji : Fill it,shut it,forget it!
----------------------------------------------------------------------------
Shamji : Ghansham!
Ghansham : Yes, Sham?
Shamji : Yeh "bus" mei kuch hawa daal do.
Ghansham : Lekin, kyon bass?
Shamji : Yeh bus "Airbus" ban jayega.

---------------------------------------------------------------------
Ghansham : Shamji, China se Mr. Hu aayee hain.
Shamji : Goli maar do.
Hu mar jaane par humor ban ke sab ko hasaayenge.

-----------------------------------------------------------------------
Scene: Shamji thouroughly disgusted with Mona da..arrling's typing.
Shamji : Ghansham, Mona ke dono hathon ko kaat do.
Ghansham : Magar kyoon Sham?
Shamji : Typing to nahi atee, kamsekam shaarthand to seekh legi.

------------------------------------------------------------------------------

0 comments:

Post a Comment